Yah library bhagalpur university ke antargat aata hai Yanha ka mahaul kafi shant hai jo parhne ke liye suvidhajanak hai Yanha ak patrika section v hai janha aapko parhne ke liye patrika uplabdha hai Waise yanha aa kar parhne ka koi charge nahi lagta hai Parntu agar aap yanha se book isue karwana chahte hai to aapko yanha ki sadasyata leni paregi Yanha aaspas ka watawaran shant hai jo aapko sukun aur shanti dega
Yanha ka mahaul kafi shant hai jo parhne ke liye suvidhajanak hai
Yanha ak patrika section v hai janha aapko parhne ke liye patrika uplabdha hai
Waise yanha aa kar parhne ka koi charge nahi lagta hai
Parntu agar aap yanha se book isue karwana chahte hai to aapko yanha ki sadasyata leni paregi
Yanha aaspas ka watawaran shant hai jo aapko sukun aur shanti dega